Lata Mangeshkar & Kishore Kumar Duets - R. D. Burman Music

Link Back To Madhu's Home Page

Link Back To Favorite Female Singers

Link Back To Favorite Male Singers

Link Back To Lata Mangeshkar Songs

Link Back To Kishore Kumar Songs

Aa Gale Lag Ja (1973) starring Sharmila Tagore, Shashi Kapoor, Shatrughan Sinha, Om Prakash & Asrani.
Producer: A. K. Nadiadwala
Director: Manmohan Desai
Lyrics: Anand Bakshi & Sahir Ludhianvi
Music Director: R. D. Burman

lyrics for Thehro meri jaan. vaadaa karo nahiin chhoDogii tum meraa saath, jahaaN tum ho vahaaN mai bhii huuN. chhuo nahiin dekho zaraa piichhe rakho haath, javaaN tum ho javaaN mai bhii huuN.

Link to YouTube for video of vada karo nahi chhodoge tum mera saath

Aanchal (1980) starring Rekha, Rajesh Khanna, Rakhee & Amol Palekar
Lyrics: Majrooh Sultanpuri
Music Director: R. D. Burman

lyrics for bas merii jaan bas maan le merii baat aaj terii Dor hai hamaare saath

lyrics in Hindi for bas merii jaan bas maan le merii baat aaj terii Dor hai hamaare saath

Link to YouTube for video of bas meri jaan bas maan le meri baat

Lata Mangeshkar sang for Rekha & Kishore Kumar sang for Rajesh Khanna.

Aandhi (1973) starring Suchitra Sen, Sanjeev Kumar, Manmohan, Om Prakash, Om Shivpuri & C. S. Dubey.
Producer: J. Om Prakash
Director & Lyrics: Gulzar
Music Director: R. D. Burman

is mod se jaate hain

lyrics for is moD se jaate hain, kuchh sust qadam raste. kuchh tez qadam raahen. patthar kii havelii ko, shiishe ke gharaundon mein, tinkon ke nasheman tak is moD se jaate hain.

Link to YouTube for video of is mod se jaate hain

tere bina zindagi se koi shikva to

lyrics for tere binaa zindagii se koI shikvaa to nahiin, shikvaa nahiin, shikvaa nahiin, shikavaa nahiin. tere binaa zindagii bhii lekin zindagii to nahiin, zindagii nahiin, zindagii nahiin, zindagii nahiin.

Link to YouTube for video of tere bina zindagi se koi shikva nahin

tum aa gaye ho noor aa gayaa hai

lyrics for tum aa gaye ho nuur aa gayaa hai, nahiin to charaaGon se lau jaa rahii thii. jiine ki tumse vajah mil gayi hai, baDii bevajah zindagii jaa rahii thii. tum aa gae ho nuur aa gayaa hai.

Link to YouTube for video of tum aa gaye ho noor aa gayaa hai

Aap Ki Kasam (1974) starring Mumtaz, Rajesh Khanna, Sanjeev Kumar & Ranjeet.
Producer & Director: J. Om Prakash
Lyrics: Anand Bakshi
Music Director: R. D. Burman

lyrics for jay jay shiv shankar kaaNTaa lage na kankar jo pyaalaa tere naam kaa piyaa. o gir jaauuNgii mai mar jaauuNgii jo tuu ne mujhe thaam na liyaa. so rab dii!

Link to YouTube for video of jai jai shiv shankar kanta lage na kankar

lyrics for karvaTen badalte rahe saarii raat hum, aap kii qasam. Gam na karo din judaaii ke bahut hain kam, aap kii qasam.

Link to YouTube for video of karvaten badalte rahe saari raat hum, aap ki kasam

paas nahin aanaa door nahin jaanaa

lyrics for paas nahiin aanaa bhuul nahiin jaanaa tum ko saugandh hai ki aaj mohabbat band hai. paas nahii.n aanaa.

Link to YouTube for video of paas nahin aana bhul nahin jaana

lyrics for suno. kaho. kahaa. sunaa. kuchh huaa kyaa? abhii to nahiin, kuchh bhii nahiin. chalii havaa, jhukii ghaTaa, kuchh huaa kyaa? abhii to nahiin, kuchh bhii nahiin.

Abhilasha (1968) starring Meena Kumari, Nanda, Sanjay Khan, Rehman & Murad.
Lyrics: Majrooh Sultanpuri
Music Director: R. D. Burman

lyrics for pyaar huaa hai jab se mujh ko nahiin chain aataa. chhup ke nazar se bhii tuu dil se nahiin jaataa. are pyaar huaa hai jab se.

Link to YouTube for video of pyar hua hai jab se mujhko nahin chain jata

Lata Mangeshkar sang for Nanda & Kishore Kumar sang for Sanjay Khan. You can also see Meena Kumari & Rehman in the video.

Agar Tum Na Hote (1983) starring Rekha, Rajesh Khanna, Raj Babbar, Asrani, Madan Puri & Raj Mehra.
Lyrics: Gulshan Bawara
Music Director: R. D. Burman
 

lyrics for hamen aur jiine kii chaahat na hotii agar tum na hote, agar tum na hote.

Link to YouTube for video of hamen aur jeene ki chaahat na hoti agar tum na hote

Ajnabee (1974) starring Zeenat Aman, Rajesh Khanna, Yogita Bali, Prem Chopra & Madan Puri.
Producer: Girija Samanta
Director: Shakti Samanta
Lyrics: Anand Bakshi
Music Director: R. D. Burman

lyrics for bhiigii bhiigii raaton mein, miiThii miiThii baaton mein, aisii barsaato mein, kaisaa lagataa hai? aisaa lagtaa hai tum ban ke baadal, mere badan ko bhigo ke mujhe, chheD rahe ho o chheD rahe ho.

Link to YouTube for video of bheegi bheegi raaton mei meethi meethi baaton mei

lyric for hum donon do premii duniyaa chhoD chale. jiivan kii hum saarii rasmen toD chale. ho baabul kii aaye mohe yaad, jaane kyaa ho ab is ke baad. hum donon do premii.

Link to YouTube for video of hum dono do premi duniya chhod chale

Alag Alag (1985) starring Tina Munim, Rajesh Khanna, Shashi Kapoor, Bindu, Deven Verma, Om Prakash & Sushma Seth.
Producer: Rajesh Khanna & Kusum Nirula
Director: Shakti Samanta
Lyrics: Anand Bakshi
Music Director: R. D. Burman

lyrics for o mujhe terii chaahat ke Gam kii qasam, zamaane kii har ek qasam kii qasam, mai tere liye huuN tuu mere liye. sitamagar tere har sitam kii qasam. dil mein aag lagaaye saavan kaa mahiinaa, nahiin jiinaa nahiin jiinaa tere bin nahiin jiinaa. tuu ne mujhe jo zaKhm diye un zaKhmon ko nahiin siinaa, nahiin jiinaa

Link to YouTube for dil mei aag lagaaye saavan ka mahina, nahin jeena tere bin nahin jeena

Link to YouTube for video of kaagaz, kalam, davaat le ye kissa likhe koi

Link to YouTube for video kuchh hum ko tum se kuchh tum ko hum se kehna to hai

Apna Desh (1972) starring Mumtaz & Rajesh Khanna
Lyrics: Anand Bakshi
Music Director: R. D. Burman 

lyrics for kajraa lagaa ke gajraa sajaa ke bijurii giraa ke jaiyo naa. nain milaa ke chain churaa ke nindiyaa uDaa ke jaiyo naa.

Link to YouTube for video of kajra laga ke gajra saja ke

lyrics for hurraa ho maaraa. sun champaa sun taaraa koii jiitaa koii haaraa.are baDaa mazaa aaye haay suno merii baat. jhuumen naachen gaayen chalo aaj saarii raat. sun champaa.

Link to YouTube for video of sun champa sun tara koi jeeta koi haara

Bade Dilwala (1982) starring Tina Munim, Rishi Kapoor & Sarika.
Producer & Director: Bhappi Soni
Lyrics: Majrooh Sultanpuri
Music Director: R. D. Burman

lyrics for kahiin na jaa, aaj kahiin mat jaa. phir mile naa mile ye pal ye shamaa. baahon me aajaa. kahiin na jaa aaj kahiin mat jaa.

Link to YouTube for video of kahin ab na jaa

Kishore Kumar sang for Rishi Kapoor & Lata Mangeshkar sang for Tina Munim. Sarika is also at the party.

Link to YouTube for video of kaho kaise rasta bhool pade, achhe to ho dilbar jaan.

Kishore Kumar sang for Rishi Kapoor & Lata Mangeshkar sang for Aruna Irani.

Barsaat Ki Ek Raat (1981) starring Rakhee, Amitabh Bachchan, Amjad Khan, Utpal Dutt, Asit Sen, Sujit Kumar, Abhi Bhattacharya & Prema Narayan.
Producer & Director: Shakti Samanta
Lyrics: Anand Bakshi
Music Director: R. D. Burman

lyrics for apne pyaar ke sapne sach hue hothon pe geeton ke phool khil gaye saari duniyaa chhod ke man meet mil gaye

Link to YouTube for video of apne pyar ke sapne sach hue

Bemisaal (1982) starring Rakhee, Amitabh Bachchan, Vinod Mehra, Aruna Irani, Deven Verma, Om Shivpuri & Sheetal.
Producer: Deven Ghosh
Director: Hrishikesh Mukherjee
Lyrics: Anand Bakshi
Music Director: R. D. Burman
Singers: Lata Mangeshkar, Kishore Kumar  & Suresh Wadkar

lyrics for kitnii khuubsuurat ye tasviir hai, mausam bemisaal benaziir hai, ye kashmiir hai, ye kashmiir hai.

Link to YouTube for video of kitni khubsurat ye tasveer hai, ye Kashmir hai

Bombay To Goa (1972) starring Aruna Irani, Amitabh Bachchan, Mehmood, Shatrughan Sinha, Agha & Lalita Pawar
Lyrics: Rajinder Krishan
Music Director: R. D. Burman

lyrics for dil teraa hai mai bhii terii huuN sanam. oh tere sar kii qasam tere dar kii qasam saare ghar kii qasam ho sanam. jag chhoDaa hai tere pyaar mein sanam, terii aaNkhon kii qasam tere baalon kii qasam tere gaalon kii qasam ho sanam.

Link to YouTube for video of dil tera hai mai bhi teri hoon sanam

lyrics for tum merii zindagii mein kuchh is tarah se aaye. bhuulaa saa Khwaab jaise sach ho ke muskaraaye.

Devta (1978) starring Shabana Azmi, Sanjeev Kumar, Sarika, Rakesh Roshan, Danny Denzongpa, Keshto & Benjamin Gillani.
Lyrics: Gulzar
Music Director: R. D. Burman

lyrics for chaaNd churaa ke laayaa huuN, chal baiThen church ke piichhe. ho naa koii dekhe naa pehchaane baiThen peD ke niiche, are chal baiThen church ke piichhe.

Link to YouTube for video of chaand chura ke laayaa hoon

Kishore Kumar sang for Sanjeev Kumar & Lata Mangeshkar sang for Shabana Azmi.

lyrics for gulmohar gar tumhaaraa naam hotA, mausam-e-gul ko hansaanaa bhI hamArA kaam hotA.

Link to YouTube for video of gulmohar gar tumhara naam hota

Kishore Kumar sang for Rakesh Roshan & Lata Mangeshkar sang for Sarika.

Dharam Karam (1975) starring Rekha, Randhir Kapoor, Raj Kapoor, Premnath, Narendranath, Dara Singh & Alka.
Producer: R. K. Films (Raj Kapoor)
Director: Randhir Kapoor
Lyrics: Majrooh Sultanpuri
Music Director: R. D. Burman

lyrics for tuu kahaaN gayii thii teraa mar jaaye saaNvariyaa. chiDiyaa jaisii uDtii-phirtii kyaa mastaanii guDiyaa. tuu kahaaN gayaa thaa terii mar jaaye sajaniyaa. ulTaa chor kotvaal ko DaaNTe. ho gayii kaisii duniyaa.

Link to YouTube for video of tuu kahaan gayi thi tera mar jaaye saanwariyaa

Do Chor (1972) starring Tanuja, Dharmendra, Jalal Agha, Asit Sen, Dhumal, Sajjan & K. N. Singh.
Lyrics: Majrooh Sultanpuri
Music Director: R. D. Burman 

lyrics for chaahe raho duur, chaahe raho paas, sun lo magar ek baat, ek Dor se baNdhogii sanam, kisii din hamaare saath. chaahe raho duur, chaahe raho paas, sun lo magar ek baat, tum is galii to mai us galii, ki aauuN kabhii na haath. chaahe raho duur, chaahe raho paas.

Link to YouTube for video of chaahe raho duur chaahe raho paas

lyrics for kaalii palak terii gorii khulne lagii hai thoDii-thoDii, ek chornii ek chor ke ghar karne chalii hai chorii. kaalii palak piyaa morii khulne lagii hai thoDii-tho.Dii, ek chornii ek chor ke ghar karne chalii hai chorii.

Link to YouTube for video of kaali palak teri gori

Ghar (1978) starring Rekha, Vinod Mehra, Asrani, Prema Narayan, Asit Sen, Dinesh Thakur & Madan Puri.
Lyrics: Gulzar
Music Director: R. D. Burman

lyrics for aap kii aaNkhon mein kuchh mahke hue se raaz hain. aapse bhii khuubsuurat aapke andaaz hain.

Link to YouTube for video of aapki aankhon mei kuch mahke hue se raaz hain

Gomti Ke Kinare (1972) starring Mumtaz & Sameer Khan.
Producer & Director: Saawan Kumar
Lyrics: Majrooh Sultanpuri
Music Director: R. D. Burman

lyrics for jiine kaa din mar jaane kaa mausam hai in nazaaron mein. is dil kaa kyaa haal karuN aisii bahaaaron mein. jiine kaa din mar jaane kaa mausam hai in nazaaron mein. mai apnaa kyaa haal karuuN kah do ishaaron mein.

Link to YouTube for video of jiine ka din mar jaane ka mausam